Arvin public
[search 0]
Mai Mult
Download the App!
show episodes
 
This is a conversation about the underlying forces that are stopping you from achieving extraordinary success with your life. Join Arvin and his community of High Achieving Entrepreneurs as they discuss the most current and relevant tips, strategies, and stories that will help you overcome your fears and breakthrough your limitations so you can begin taking massive intentional action towards your success!
  continue reading
 
Artwork

1
Arvind upadhyay Show

ARVIND UPADHYAY

Unsubscribe
Unsubscribe
Săptămânal+
 
Arvind Upadhyay Show is By Arvind Upadhyay He is One of the world's Most Loved Author, Public Speaker, Business Coach & Top Life And Business strategist. He Is internationally Bestselling Author of More Then 100+ Self-help & Business Books.Arvind Upadhyay has empowered more than 1 million people from 5 + countries through his books, audio, video and life training programs. Arvind Upadhyay Official Website -https://arvindupadhyayauthor.blogspot.com/ Arvind Upadhyay On Facebook - https://www.f ...
  continue reading
 
Presenting a captivating podcast series, "Bhaktmaal," written by "Ramdas ji," and available in the voice of Arvind Chaudhary ji. Here, you will grasp the true essence and significance of devotion. So why wait? Start listening to this inspiring podcast series now, exclusively on "Audio Pitara." Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Yeh kahani hai “Vallabhacharya ji” ke bare main, jaha hum janenge ki aakhir kyun kaha jata tha unko agni dev ka avataar? Aakir kyun bech diya unhone apne ghar ko fool khareedne ke liye? Kyun mana gaya hai unhe Jagat guru? Kyun kaha unhone Vitthal bhagwan ko apne putra ke roop main aane?Jane in sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Upd…
  continue reading
 
Yeh kahani hai “Nimbarkacharya ji” ke bare main jahan hum janenge Sankdik Sampraday ke bare main vistaar se. Aur sath hi sath janenge ki aakhir kyun kaha jata tha unhe Sudarshan ka avatar? Aur samjhenge unke naam main “nim” shabd hone ke piche ka rahasya? Inn sare sawalon ka jawab janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge ki aakhir kaise Ramanand ji ne kiya fakeeron ki mushkilon ka hal? Kisne kaha Faqeeron ko unki baatein manane ke liye? Aakhir kaise kiya unhone ishwar ki ekta ka varnan? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par aur share karein iss Audiobook ko apne friends aur family ke sath. Stay Updated on …
  continue reading
 
Iss episode main hum jaan payenge ki aakhir kyun Ramanand ji ne choda apna ghar? Kyun rehne lage wo kashi main? Aur aakhir kyun kahe ek mata-pita ko unke putra ko Ganga main fenkne? Aurr kyun kaha jata hai Shiv bhagwan aur Ram bhagwan ko ek? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and f…
  continue reading
 
Yeh kahani hai Ramanand ji ke jeevan ke bare main jaha hum janenge ki aakhir kyun kaha jata hai unko Ram bhagwan ka avtar? Aakhir kyun soye wo dharti ko khod kar? Kya tha unke kathan ke piche ka rahasya ? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak aur share karein apne thoughts iss episode ko lekar comment section main sirf “Audio Pitara” par. St…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge ki aakhir kyun Ramanand ji ki li gayi pareeksha? Aakhir kyu gusse main feka unhone apna dand? Aur kyun samaya bhagwan ne ek Shehzaadi ko apne shareer main? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitar…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge ki aakhir kyun milaya gaya Ramanujacharya ji ke bhojan main vish?Aakhir kyun bole wo apne hi guru ko nishthur? kyun ek dhanwan bhakt ke ghar na jakar wo gaye ek gareeb bhakt ke ghar?Janiye iss rahasya ke piche ka raaz sirf “Audio Pitara” par aur share karein iss episode ko apne friends aur family ke sath. Stay Updated o…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge “Ramanuja ji” ke jeevan se related bahut hi interesting story jisme hum janenge ki aakhir kyun hue Ramanujha achanak s murchit? Kyun le jaya gaya unko Vaikunth dham? Aakhir kyun unhone nischay liya Vaishnav dram prachar karne ka?Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audio…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge ki aakhir Viradhyan kise kehte hai? Kyun di gayi Ishwar ke mukh ko laal kamal ki upma? Aakhir kyun ek Guru ne chahi apne hi shishya ki mrityu? Aur kaise aaye swayam Lakshmi Narayan vesh badalkar apne bhakt se mile? Janane ken liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiop…
  continue reading
 
Yeh kahani hai “Ramanujacharya ji” ki bhakti ke bare main, ki aakhir kaise unhone ek sath bahut se bhakton ko karaya ishwar darshan? Aakhir kyun chilla chilla kar bataya maha mantra ko? Kyun unke guru ne kaha chamatkar karne ko galat? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow u…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge Dwetya ke panch bhed-abhed ke bare main aur samjhenge “Anand Swaroop” ka matalab. Sath hi janenge “Vallabhacharya” ka kathan Krishna ji ko lekar, aur samajhenge ki aakhir kyun gaya hai iss pure sansar ko bhagwaan ka leela vilas. Inn sare sawalon ka jawab janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” p…
  continue reading
 
Kya aapko pata hai Vaishnav darshan ka arth?kitne sampraday the humare shastra main? Aakhir kaun sa marg darshan karaya Buddha ji ne? Aur janiye Baudh dram ke khanndan hone ke piche ka raaj sirf “Audio Pitara” par aur share karein humare sath aap ki favourite Buddha ji se related story episode ke comment section main. Stay Updated on our shows at a…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge “Khoji ji” ke bare main, aur janenge unke Khoji naam hone ke piche ka raaz? Aakhir kyun mili Ganaga,Yamnuna aur Saraswati ji unse? Aakhir kya samjhaya unhe Kabir Das ji ne? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par aur share karein iss episode se related feedbacks comment section main. Stay Up…
  continue reading
 
Yeh kahani hai “Namdev ji” ke jeevan main ghati ek addbhut ghatna ke bare main, jahan hum janenge ki aakhir kyun unke ghar main aag lagne ke baad bhi kiya unhone uss aag ko bujhane se inkaar? Aakhir kyun swayam bhagwan Narayan ne banaya unke liye ghar? Janiye iss addbhut kahani ke piche la rahasya sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows …
  continue reading
 
Yeh kahani hai “Chokha Mela ji” ki bhakti ke bare main, jinhe unke chote jaat ke hone ki wajah se mandir main pravesh karne nhi diya jata tha, par fir bhi unki bhakti ki wajah se behad hue prasanna bhagwan Vithhal. Aakhir kyun Gyaandev ne kaha Naamdev ko guru dharan karne? Kis tarah prasanna hue ishwar Chokha Mela ji se? Janiye inn sare sawalon ka …
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge ki aakhir kyun dharan kiya Vitthal ji ne pathan ka vesh? Kyun Namdev ji ne chili apne hi pair ki khaal? Janiye Krishna aur Rukmini ke prem se judi ek bahut hi interesting story Sirf “Audio Pitara” par aur share karein ye episode apne friends aur family ke sath. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us …
  continue reading
 
Yeh kahani hai “Ranka aur Banka” naam ke pati-patni ke bare main, jin se mil ke Namdev ne samjha sachi bhakti ka arth. Aakhir kya thi unki bhati ka raaz? Kyun li Vitthal devta ne un dono ki pareeksha? Kaise bane wo dono bhakti ki misaal? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follo…
  continue reading
 
Iss episode main hum sunenge “Namdev ji” ki bhakti se judi ek rochak katha, jahan hum janenge ki aakhir kyun wo kehlate the Vithhal ji ke sabse bade bhakt? Kyun unka naam mahan bhakton main liya jata tha? Janane ke liye sune iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par aur share karein iss episode ko apne friends aur family ke sath. Stay Updated …
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge ki aakhir kyun diya darshan bhagwan ne “Naamdev ji” ko? Kise mila darshan shri krishna ka? Aakhir kyun mile guru gyan dev ji Namdev ji se? Janiye in sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par aur share karein apne thoughts iss episode ko lekar comment section main. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and fol…
  continue reading
 
Yeh kahani hai ek bahut hi mahan bhakt ki bhakti ke bare main ,yeh kahani hai “Vaamdev ji” ke bare main.Yaha hum janenge ki aakhir kyun unhe thi bachpan se hi bhagwaan main apaar shraddha? Aakhir kyun bhagwan ne li gusse main unki bhakti ki pareeksha? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge ki aakhir kyun bhagwan “Vitthal” ka nam hua Vitthal? Aakhir kaun thi “Gunai”? Kyun kaha usne bhagwan ko apna pati? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak aur share karein apne feedback humare sath iss episode ke comment section main. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTu…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge ki aakhir kaise Vilmangal ne kiya apni aankhon ka tyaag? Aakhir kya wajah thi iske piche? Kyun manga daan main ek raja se unki rani? Aur aakhir kyun hue wo Chintamani se alag? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and…
  continue reading
 
Yeh kahani hai “Vilmangal” naam ke Rajkumar ke bare main, jahan hum janenge ki kaise ho gaya unko ek veshya se prem? Aakhir kyun li bhagwan ne undono ke prem ki pareeksha? Kyun failaya gaya tha Laila aur Majnu ko lekar bhram? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follo…
  continue reading
 
Iss episodes main hum janenge ki aakhir kaise Vishwamitra bane ek sadharan se Rishi se Maharshi aur fir ek mahaan brahmarishi? Janiye aakhir kyun khaye Menka ne unki tapasya ke fal? Aur kyun bheja Indra ne Rambha naam ki apsara ko prithvi par?Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and …
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge “Vishwamitra” aur “Vashishta rishi” ke bare main, jo ki bahut hi vikhyaat aur vidwaan the. Janiye aakhir kyun hua Vashishtha rishi ko khud pe ghamand? Kaisa charitra tha Vishwamitra ka? Janiye in sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par aur share karein iss episode ko lekar apne thoughts episode ke comment section …
  continue reading
 
Yaha hum janenge “Parshuram” ji ke jeevan ke bare main, Aur samjhenge Rani Satyavati aur Vishvamitra ke jeevan ke bare main. Aakhir kinke putra the Vishvamitra? Kaun the Parshuram purv janam main?Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par aur share karein apne feedbacks iss episode ko lekar comment section main. Stay Updat…
  continue reading
 
“Sabka main hoon, aur sab mere hain” Kuch aise hi kathan hai ishwar ka,To aaj hum jannege rishi “Markandeya” ke bare main aur sunenge unki ghor tapasya ke bare main bhi sirf “Audio Pitara” par. Dijiye apne feedbacks iss episode ke comment section main aur share karein ye Audiobook apne friends aur family ke sath. Stay Updated on our shows at audiop…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge “Laumesh” Rishi ke bare main jinki aayu thi brahma se bhi zyada, Janiye aakhir kaise mili unko dirgh aayu ka vardaan? Aakhir kyu chahte the khud ki maut? Aur kya aapko pata hai brahma ji ki aayu? Agar nahi to janane ke liye sune iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge “Shaubhri” rishi ke baare main jaha hum samjhenge ki aakhir kyun hui unki kathin tapasya bhang? Kyun unka man badla magarmach dekhne ke baad? Aakhir kis baat ka hua unhe pashataap? Kya kathan tha unka Indriyon ke bare main? Janane ke liye suniye iss episode to end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows a…
  continue reading
 
Yeh kahani hai Raja “Pururva” ke jeevan ke bare main, jahan hum jannege ki kaise unhone Urvashi naam ki apsara se prem ho jata hai. Aakhir kyun hue wo apsara pe mugdh? Kya apsara ne haan kiya unke vivah prastav ko? Kyun kiya raja ne Gandharv ki upasna?Janiye in sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.…
  continue reading
 
Aaj ki kahani hai Madalsa ke bare main, ek aise maa jinhone apne hi bache ko vedic gyaan dekar banaya unko sanyasi. Aakhir kyun kiya unhone aisa? Aakhir kya reaction tha raja ka yeh sab dekhne ke baad? Kyun ek raja bane insaan ko banaya unhone saddpurush?Janiye in sare sawalon ka jawab sir “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitar…
  continue reading
 
Yeh kahani hai patal lok ke raja “Patalketu” ke bare main, jo vivah karna chahte the Madalasa naam ki yuvati se. Aakhir kaun thi Madalsa aur kaun thi Kamdhenu? Kyun badla lena chahta tha Kaaalketu aur kisse? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf Audio Pitara par aur share karein apne feedbacks humare sath is episode ke comment section main. Stay Up…
  continue reading
 
Iss episode main hum jannege “Raghu ji” ke bare main, Ek aisa vansh jiske vanshaj the swayam Ram bhagwaan. Aakhir kaun the Raghu ji? Kyun kiya daan unhone apni pantiyon ka? Aakhir kyun aaya Ravan unse mile ? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak aur baatein humein Ram ji se related aapki favourite story iss episode ke comment section main si…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge bhagwan Ram ke param bhakt “Nishadh” ke bare main. Akhir kaun the raja Nishadh? Kaise mile Nishadh Bharat se? Kyun unhone bandhi patti apne aankhon par 14 saal ke liye?Janein inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitar…
  continue reading
 
Ekadashi poojan toh hum sabhi karte hain par bahut hi kam logon ko pata hai iske piche ka raaz? Aakhir kaise utpann hui “Ekadashi” devi? Aakhir kyun ki jaati hai Ekadashi pooja? Kya sambandh hai Ekadashi aur bhagwan narayan main? Janane ke liye sune iss episode ko end tak aur bataien humein aapke Ekadashi pooja se related story sirf “Audio Pitara” …
  continue reading
 
Iss episode main hum jannege ki aakhir kaise hui mrityu Sudhanva ki? Aakhir kyun kaha Krishna ne yudh ko rokne ko? Akhir kyun dare Arjun surat ji se? Aakhir kya hua tha yudh ka parinam? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopita…
  continue reading
 
Yeh kahani hai do bhaiyon ke bare main Sudhanva aur Surat Ji ke bare main jo the bhagwaan ke param bhakt, aur Arjun ke sath hue unke yudh ke bare main. Aakhir kaun jeete wo yudh? Aakhir kya pratigya ki thi Sudhanva ne? Kaun si pratigya li Arjun ne krishna ke kehne se? Janiye iss yudh ka parinaam sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at…
  continue reading
 
Aaj ki kahani hai “Dhruv'' naam ke bhakt ke bare main, Jinki bhakti ki wajah se ruk gayi thi prithvi? Aakhir kaun the ye dhruv aur kyun kiya unhone itna bada tap? Aisa kya vardan mila unhe bhgwaaan Narayan ke dwara? Aakhir kyun mila unhe dhruvpad? Janane ke liye suniye is episode ko end tak sirf “Audio Pitara '' par aur share karein apne feedbacks …
  continue reading
 
Yeh kahani hai Chitrasen ke raja “Chitraketu” ke bare main, Jaha hum janenge ki aakhir kyun bahut sari raaniyan hone ke baad bhi the wo nihsantaan? Kyun raniyon ne mara apne hi eklaute putra ko? Aakhir kya shrap mila tha Raja ko maa Paarvati se? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par aur share karein apne thoughts iss …
  continue reading
 
Ishwar darshan ko lekar humare shastron mein kayi kahnaiya maujood hain, Aur kaha jata hai ki abhi bhi bhagwan apne sache bhakton ko darshan dete hain. Iss episode main bhi hum sunenge kuch aise hi kahani “Maitri'' rishi ke bare main, Aur janenge ki aakhir kaun the bhagwan ke updesh ke antim shrota? Aakhir kaun si bhakta ko diya bhgwaan ne 3 baar d…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge “Hari ji” ke bare main jo the bhakmal ke pehle shrota. Aur yeh bhi janenge ki aakhir kisko rajkumar “Chandramal '' ne likha patra? Aur kyun gaye wo raja Madansen ke pass? Aakhir kaun the rishi Gaalib? Janane ke liye sune iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par aur share karein apne feedbacks iss episode ke commen…
  continue reading
 
Aaj hum sunenge “Chandrahas” naam ke rajkumar ke bare main, jo porv janm main the bhagwan ke bahut bade bhakt? Janiye kyun rehna pada unko ek dasi ke sath? Aakhir kyun bane Narad unke guru aur kyun di unhe guru diksha? Aakhir kyun dusre rajya ke log unhe marna chahate the? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par aur samjhe bhagwaan…
  continue reading
 
Yeh kahani hai bhagwan Ram ke param bhakt “Shabari” ke bare main, jahan hum janenge ki aakhir kyun log karte the unse ghrina? Kyun khilaya unhone Ram ji ko juthe fal? Kyun unko kaha jata tha Kulta? In sare sawalon ka jawab janane ke liye suniye iss episode ke end tak aur share karein apne feedback humare sath sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated o…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge ki aakhir kyun ek Raja ne kiya ek bhajan ki wajah se apni patni ke darshan? Bhagwan ne kya bataya Amrish ko unke poorv janm ke bare main? Aakhir kaun thi Rani apne poorv janm main? Janane ke liye sune iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram …
  continue reading
 
Iss episode main janenge Amrishaji ki katha ka dusra bhag, jahan hum janenge ki aakhir kya baat hui unki aur rani ke beech? Aakhir kyun chora Rani ne apni aradhana? Aakhir kyon sari Raniyon ne shuru kiya bhagwaan ki aradhna karna? Aur aakhir kya rahasya bataye bhagwan ne Raja ke poorvjanm ke bare main. Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio P…
  continue reading
 
Yeh kahani hai “Amrish” naam ke raja ke bare main jo bhagwaan ke bahut bade bhakt the. Aakhir kyun bheja krishna ne Sudarshan chakra ko unke rajya main? Kyun raja ne rakhi shart rani ke samne vivaah se phle? Aakhir kya thi wo shart? Janiye inn sare sawalon ka jawab sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us …
  continue reading
 
Iss episode main hum sunenge shri “Bali ji” ke bare main jo ki purv janam main sare bure kaam karne ke baad bhi swarg ko prapt kiye. Kyun bane Bali ek din ke liye swarg ke raja? Kyun kiya unhone vishwajeet yagya? Aakhir kyon Bali ji ki behen banna chahi Narayan ki mata? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par . Stay Upd…
  continue reading
 
Iss episode main hum janenge Nabhaji ke dwara btaye gaye bhagwan ke 24 avtar ke baare main aur humare puran main kin14ko kaha gaya hai mahabhakt? Kyun Narad ji ko lena pada ek gareeb parivaar main janm? Kya bataya Narad Ji ne “Pushkardham” ke bare main, janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara '' par. Stay Updated on our show…
  continue reading
 
Loading …

Ghid rapid de referință